Teri aankhon ki gehrayi mein hi
Samaa gaye hain hazaro gam
Jo inme mila hai sukoon mujhe
Kahin nahi hai khuda kasam
Teri nigaahon ne jana mujhko
Naseeb mera dikha diya
Har ik manjil se meri mujhko
Bas ik lamhe mein mila diya
Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
Tere naam se maine khud ko bhula diya
Bhula diya…
Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
Tere naam se maine khud ko bhula diya
Bhula diya…
Saasein na chale tere bina
Aisa lage jaise ki sara jahaan tham gaya
Shaamein na dhale tere bina
Subah na ho aise ki mausam tu hi ban gaya
Teri panaahon ne mujhko toh
Inn ehsaaso mein dubaa diya
Teri ibaadato ne mujhko
Sajdon ke kaabil bana diya
Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
Tere naam se maine khud ko bhula diya
Bhula diya…
Ho maine ishq ki har gali ko saja diya
Tere naam se maine khud ko bhula diya
Bhula diya…

0 Comments